Sunday, July 10, 2011

Character Dheela - Lyrics Ready Movie Song Lyrics

0

Song Name: Character Dheela (Ishq Ke Naam)
Film/Album: Ready
Music Director: Pritam
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Length: 3:47
Music Label: T-Series

Lyrics of Character Dheela-

Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish me geela hai

Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai

Ladko ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish me geela hai

Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai

Like It Like It...

Hai simple sa yeh formula, Hai love ka funda khokhala
mujhe bas pyaas tu hi de, cool cool cool rehta hai
Kisi ka haath thaam ke, hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi, fool fool fool kehta hai

Isey peene se hai matlab, ye yovan sant leela hai
Fark padta hai kya baahon mein, munni hai ya sheela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai

Yeh charcha Facebook pe hai, mazaa bas ek look mein hai
Hassi chehre ko toldi, baar baar baar baar karta hai
Jo dil ka photo frame ho, wahan photo kyun same ho
Calendar hi tarah usse, roz roz roz roz change karta hai

Kamar patli ho jitni bhi mazaa utna nasheela hai
Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai
Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai

Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho ! main karoon toh saala, character dheela hai
Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai

Main karoon toh saala, character dheela hai - |6x times|.

[Ready songs' Lyrics @ http://www.world4free.in]

Lyrics of other songs from this album - Ready Music Album

0 comments:

Post a Comment

 

©2011 BindassBolly.com | by Murtaza Malik